6 Days Online Course
Is Course Me Aap Sikhenge : Momin Koun Hai..? Momina Koun Hai.? Momin Aur Momina Ko Kaisa Hona Chahiye..?? 4. Mominon Ki Khoobiyan Kya Hoti hai? Taqwa Kya hai.? Taqwa Kaise Ikhtiyar Kiya Jaye.? Taqwa Badhane Ke Kya Kya Asbaab Hai.?
Course Ki Muddat : 6 Days (August 14 – 19 Aug Tak)
August 14 Se Har Din Sheikh Arshad 9:00 P.M Se 9:45 Tak You Tube Me Live Dars Denge (Only For Course Members) Aap Class Ko Apni Sahulat Ke Mutabiq Kisi Aur Waqt Mein bhi Dekh Sakte hain.
Study Material : Urdu, Roman Urdu Me Diya Jayega
Har Episode Ke Baad Class Notes Bhi Diya Jayega
Course Me Hissa Lene Walon Ko E-Certificate (Sanad) Sabhi Ko Diya Jayega Aur Toppers Ko Prizes Diye Jayenge..
Prizes Details :
First Prize (100 Marks): Top 2 Members Ke Liye Romanised Ki Gayi Sahih Bukhari Ki Set Di Jayegi.
🥇 First Prize (100 Marks): Top 5 Members Ke Liye Tafseer Ahsanul Kalaam Quran In Roman Urdu Tarjuma Kitab Di Jayegi.
🥇 First Prize: (100 Marks) Top 5 Members Ke Liye 45 Islamic Stickers + 200 Duas In Stickers & Reminders Di Jayegi
🥈 Second Prize (95 Marks) Best 5 Members Ke Liye 45 Islamic Stickers + 200 Duas In Stickers & Reminders Di Jayegi
🥈 2nd Prize : (95 Marks) Best 10 Namaz E Nabawi By Sheikh Uthaymeen ka Kitab Di Jayegi
🥉 3rd Prize (90 Marks) : Best 10 Members Ke liye Hisnul Muslim Ki Duaon Ki Kitab Di Jayegi.
🏅 4th Prize : (85 Marks) Best 5 Members Ke liye Tajdeed E Eeman Kitab Di Jayegi
📚 Total = 32 Books + 90 Islamic Stickers# ✅
Registration Ka Tareeqa :
Complete Course Fees : 100 R.s Only
Tareeqa : Apni Fees 100 Rs Is number par 8144617238 Transfer Karen Via Google Pay/Phonepe/Paytm.
(Incase Upar Number Server Down Ho Toh 9170364622 Par Transfer Karen)
Payment Karne Ke Baad “Aapka Payment Screen Shot” Aur Apne “Naam” Ke Sath Isi Number Par 8144617238 What’s App Karen (Ya) Direct Niche Diye Gaye Link Pe Click Karke Aapka Screen Shot Bhejsakte : https://bit.ly/30YnhrD
Agar Aap Debit Card or Internet Banking Se Pay Karna Chahte ho to karsakte Hai : https://rzp.io/l/LONwgUf
Registration Ke baad Aapko Course Group Me Add Karliya Jayega (Separate Group For Sisters).
Course Orgnised By : The Way Of Salafiyyah Academy.
Assalamualaikum
LikeLike