Mard aur Aurat ke Namaz me fark hone ki zaif hadees ki Tehqeeqi Jaiza aur uska Jawab


fark

Mard aur Aurat ke Namaz ke Tareeka me koyi Fark Nahi hy.. Nabi Ne Farmaye.. “Namaz us tarah padho jis tarah mujhe padhte hue dekha”…[Sahih Bukhari, Book 1, Vol 1, no. 604]… Aur baaz hadees Mard aur aurat ke namaz me Fark hy karko aaye to wo sari Zaif hadees hy…RasoolAllah ki kisi bhi sahih riwayat me ye nahi kaha mard aur aurat ki namaz me fark hai kareke..


–>>Muqalidon Ki Janib Se Aurat Ki Namaz Me fark karna aur Zaif Riwayaten Dekar Awam ko bewkuf banate hy aur Unki Taraf Se Di Jane Wali Jaif Riwayto Par Ek Nazar…………..

–>>Hadees Num:- 1 Yazeed Bin Habeeb (Rah.) Se Rivayat Hai Ke Rasoolullah (Sallallahu Alaihi Wa Sallam) ka 2 Aurto par Guzar Huwa Jo Namaz Padh Rahi Thi , Aap SAW ne Farmaya : Jab Tum Sajda Karo Toh Jism ka Kuch Hissa Zameen se Chipka Diyaa Karo , Kyunke Aurat Is Masle me Mard ki Tarah Nahi hai.(Marasil e Abu Dawud : 8) [Sunnan al Bayhaqi al-Kubra (3/74)]

Tehqeeq:: @Pehle Baat A hadees “Mursal hadees” hy….. Zaif hadees ka kism hy

Is hadis Me Rawi Yazid Bin Abi Habib hai Magr Inhone NABI alaihisalam Ka zamana hi Nai Paya To Ye Hadis Kese Riwayt Ki???

43 Sal Bad Yazid Bin Habib Paida Hua (Tehzibul Zehzeeb_11/ 279)

@Dusri Baad Iska Sanad Munaqati hy Usoole a Hadees me Likha hy Ulama isme Ijma hy Ke Munkati Riwayat zaif hoti hy (Tayasir Mastlaha Al-Hadis 87, 1 Al-Munqata)
.
@Tesri Baat A hy Is Hadees ka sanad me Salim bin Ghailaan is Matrook( Rejected) Hy Allamah Turqumani Al Hanfi Iska sanad Inqati hy aur Saleem Matrook(Rejected) hy narrated by the author of “Al Meezan”(Dahabee) from Daaraqutni. Al Johar Al Naqi fe Radd Al Behaqi 2/315

Shiek-ul-Albany saheb Bhi Is hadees ko “Zaif” bole hy Sissila Ahadeeth al Daeefa no: 2652 Lihaza A Hadees Zaif hadees hy…………………..

—>>Hadees Num: 2 Hazrat Ali (Raz.) Ne Farmate hai ke Jab Aurat Sajda Kare Toh Samet Jaaye aur Apni Raano ko Milaale.[Musannaf Ibn Abi Shayba, (1/302, Hadith # 2773)]

@Tehqeeq::Pehle Baat A Hadees Mauqoof (Stopped)

Iski Sanad Me HARIS A’OUR hai jiske Bare Me Kaha gaya,

1_IMAM JARIR Ne Kaha K Mardod Hai
2_ABU HATIM ne Ka Ye Qawi Nahi
3_IMAM NISAE ne b yehi kaha
4_IMAM DARQUTNI ne kaha Zaef Hai
5_IBNE MADNI ne Kaha KAZZAB hai
6_imam MOGYYARA kehte Han Ali R.a Ki riwayt
Me Inki Tasdiq Nahi ki gai.

7_IMAM muslim ne B Haris Ko Jhota Kaha

(tehzibul tehzib_vol:2_pg :126)

@ Dusri Baat Is Hadees ka sanad me “Abu Ishaq” Mudallis hy (Tabaqat Al-Mudallisin La Ibn-e-Hajar, Al-Martaba Al-Salasa 3/91) Jab Raawi Mudallis hy “Un” Rivayat karta hy…… Lihaza a hades zaif hy…..

—>> Hadees Num 3 Ibe Umar Rz.a Se Pucha Gaya k Aurat NABI alaihisalam K Ahde Mubark Me Kis Tarah
Namaz Parha Karti Thi?To Inhone jawab Diya K Pehle 4 Zano Ho Kar Bethti Thi Phr inhain
Hukum diya Gaya K Khuob Simat Kar Namaz Ada Karen.
(jamiaul masanid_1/400) {Musnad Imam Abu Hanifa (1/120)]

@TehQeeq A Hadees zaif hy kyun ki iska sanad me 1 Ravi ABU MUHAMMAD BUKHARI hai Iske Bare Me AHMED SULEMANI Ne Kaha Ye
Sanad o matan ko dosri sanad o matan k sath laga dia karta tha AHMED BIN HUSAIN RAZI ne
Kaha zAEEF hai (lisanul mezan ibne HAJAR_3/358,349mezanul Aetadal Zehbi_2/496)

Imam Hakim Kehta hy He does awkard things with Trustworthy narrators i.e he attributes wrong hadiths to Trustworthy narrators”

Imam Imam Khatib Al-Baghdadi (rah) Kehte hy : ” He is not Trustworthy ” ( Meezan Al-Itedal 2/496, Lisan Al-Mizan 3/348 )

Muhaddaseen aur Aimma rijaal kehte hy a hadees zaif hy (Fatawa-e-Uddin Al-Khalis 4/86)

Abu Muhammad Al-Bukhari Kazzab tha ( Lissan Al-Mizan 3/348-349, Wa Kitab Al Qirat Al-Bahayqi 157 )

–>> Hadees No 4 Ibne Umar Rivayat karte hy Rasul Alaihisalam Ne Farmaya”Jab Namaz K Doran Aurat Bethe To Apni Aik Ran Ko Dosri Ran Per Rakhe Aur Jab Sajda Kare To Apne Pet
Ko Apni dono Rano se Milale Is Tarah K IsSe Ziada Se Ziada sater Ho Sake Aur ALLAH iski
Tarf Dekhte Hain Aur Farishto Se Farmate KE
FARISHTO! Tum GAWAH RAHO MENE IS AURAT KO BAKSH DIYA”. [Sunnan al Bayhaqi al-Kubra (3/74)]
.
TEHQIQ;

Pehle baat Ye Riwayt BehQI_3/74 me Hai

YAHYA Bin MOEN ne ise Zaeef Kaha

Iski sanad me ABU MOEET hai

1.jo Zaeef hai
2-.hadise gharta tha.
3.Marji Aur Kazzab Tha
4.Murjio k sarganoN me se tha
5.hadise waza karta aur sunan se adawat rakhta tha
.6.Hadise zabt karne me nakara tha.
(mezan_1/ 11,575,mezanul A’tad_1/584 ,lisanul Mezan_2/334)

Dusri Baat Is Hadees ka Aur aek raawi hy Muhammad Bin Al-Qasim Al-Balakhi is Fabricator hy See Lissan Al-Mizzan (5/347) and Meezan Al Aitedaal

Teesri Baat Iska hadees me aur aek raawi hy Ubaid Bin Mohammad Al-Sarkhi” his history is Majhool hy

Conclusion : This hadith is fabricated,Even Imam Bahayqi (rah) himself said about this and the next hadith after it ” Hadissan Zaeefan La Ya Hataj Ba Masa Laha”……

Hadees No 5 Wail Bin Hajer R.a Farmate Hai K

“Mujhe RASULLULLAH saw ne namaz Ka Tariqa SikhayaTo Frmaya Ae Wail Bin Hajer R.a Jab
Tum Namaz Shoro Kro To Apne Hath Kano Tak Uothao Aur Aurat Apne Hath Chhation Tk Uothae”[Majmz az-Zawaid (2/103), I’laa as-Sunnan (2/156)]

TehQeeq –>> A Hadees Zaif hy kyun isme Raawi hy UMME YAHYA binte Abdul Jabbar Majhol Hai aur Iske Bare Me Isi Book
Me Likha Hai K LAM ARAFAH Ayani nahi Jante.
.
Umm-e-Yahya is Majhul ” ( Majmoa Rasail Vol 1 Page 346 )

Hafiz Nur Ud Din Al-Haythmi (rah) in his book Majmz az-Zawaid mentions the chain of it and says : ” I Don’t Know Umm-e-Yahya rest of the narrators are Trustworthy “.

Ibne Hajar Asqlani apni Kitab me Fathul-Baari me kahte hy Agar Raawi Majhool hy To Hadees zaif hojati aur Majhool ka raawi Hujjat nahi banti Fath Ul Bari 1/146)………………

Lihaza A hadees zaif hy

—>>Hadees No 6 Khalid ibn Jillaaj (RA) Rivyat karte hy Aurat log ku hukum diya jatatha ke wo namaz me “Tarabbu” ke halat me baite aur wo Mard ka jaisa na Baite {Musannaf Ibn Abi Shayban (1/303)]

TehQeeq–>> A hades zaif hy kyun ki Is hadees ki sanad me Muhammed Bin Ishaq hy wo Muddallis hy “Un” Se Rivyat karta hy jab raavi Un se rivyat karta hy sama ka tasree nahi hy to hadees zaif hoti hy

Iski Ilawa Aur aek hadees me hy

Umme Darda(R.a) Namaz me Mard ke jaisa Baithe the Musannnaf Ibn-e-Abi Shaybah 1/207 H#2785 Wa Umatdul Qari 6/101 Wa Sanad Quwi, Al-Tarikh Al-Saghir Al-Bukhari 1/223, Tarikh Damishq Al-Ibn e Asakir 74/117, Wa Taghliq Al-Taliq 2/329 )

Imam Bukhari ne bhi at-Taareekh as-Sagheer (p. 95) me saheeh sanad ke sath Umm ad-Dardaa’ se riwayat kiya hai ki “ wo namaz me usi tarah baithti thi jis tarah mard baithte hai”, aur wo samajhdar (aql) wali aurat thi….

conculsion Umm-e-Darda (rah) the Fuqiha the wife of the Great Companion Syedna Abu Darda (R.A) from whom she learned the method of praying ? It is further elucidated from the saying of Great Tabie Imam Ibrahim Al-Nakhi (rah) the Teacher of Imam Abu Hanifah (rah) that :”Women should sit like Men in the Prayer” (Musannaf Ibn-e-Abi Shaybah 1/271 H#2788 anothoer manuscrip hadith #2808 Wa Sanad Sahih)

–>> Hadee No 7 Nafi Rivyat karte hy Sayyidah Safiyah (RA) Namaz me ” Tarabbu ” Ke halat me Baitethe {Musannaf Ibn Abi Shayban (1/303)]

TeQeeq–>> Pehli Baat A hadees Maukoof hy (stopped)

Dusri baat is hadees ke sanad me Muhammad bin Ajlaan Mudallis hy (Tabqaat AL Mudalliseen 3/98)

Muhammad Bin Ajlaan Muddallis hy “Un” Se Rivyat karta hy jab raavi Un se rivyat karta hy sama ka tasree nahi hy to hadees zaif hoti hy

—>> Hadees No 8 Translation: Ibrahim (rah) said: When a woman goes in Sajdah she should join the thighs to her stomach and also not raise her posterior and also “NOT STRETCH HER LIMBS OUT LIKE A MALE” [Mussanaf Ibn Abi Shaybah (1/303)]

Our Answer :
The Saying of A Tabae Point 1.
There are many things in which Ahle-Taqlid oppose Imam Ibrahim Al-Nakhi (rah): He used to do Massah on Jarrabo [ Musannaf Ibn-e-Abi Shaybah 1/188 H#1977 Wa Sanad Sahih]

In the state of Wudu, he would not kiss his wife [ Musannaf Ibn-e-Abi Shaybah 1/45 H#500 Wa Sanad Sahih ]
Means according to him kissing the wife would break the Wudu ( See Musannaf Ibn Abi Shaybah 1/46 H#507 )
Ibrahim Nakhi (rah) used to do Tatbiq in Ruku, means placing hands in between the Knees ( Musannaf Ibn Abi Shaybah 1/246 H#2540 Malkhasatan Wa Sanad Sahih, Al-Amash Sarha Bal Sama)

And last but not the least, what about this :
Imam Ibrahim Al-Nakhi (rah) said that :
“Women should sit like Men in the Prayer” (Musannaf Ibn-e-Abi Shaybah 1/271 H#2788 Wa Sanad Sahih)

Proof # 9
عن مجاهد أنه كان يكره أن يضع الرجل بطنه على فخذيه إذا سجد كما تضع المرأة.
Translation: Imam Mujahid (rah) considered it “MAKRUH” for a man to attach his stomach to the thighs “LIKE A WOMAN DOES” [Musannaf Ibn Abi Shaybah (1/303)]

Our Answer :
Lais Bin Abi Salim is Weak (Zaeef) according to Jamhur Muhadissin ( Sunan Ibn-e-Majah : 208 Ma Zawaid Al-Bosri )
Jirrah has been done on him (See Tehzeeb ul Tehzeeb)
Even, Hanafis did Jirrah on him in a “Ahsan Al-Kalam” of Sarfaraz Khan Deobandi Hanafi ( Vol 2 Page 128 )
Lais Bin Abi Salim is Mudallis ( Majma Al Zawaid Al Bahayqi Vol 1 Page 83, Kitab Al Mashahir Ulema Al-Masar La Bin Hibban 146-1153 )
So it is Manan, and therefore it is Weak and Batil.

Proof # 10
حدّثنا أبو بكر قال نا ابن مبارك عن هشام عن الحسن قال: المرأة تضم في السجود
Translation: Hasan al Basri (rah) said: A woman should draw herself close together in sajdah [Musannaf Ibn Abi Shayban (1/270)]

Our Answer :
This is narrated with the Chain of “Ibn Al-Mubarak Un Hasham Un Al-Hasan”
Hasham bin Hassan is a Mudallis ( Tabaqat Al-Mudallisin, Al-Martaba Al-Salasa 3/110 ) This is Manan, so therefore Weak…………

@@ Note–>>Aurat Ke namaz Ka Tariqe me Jitni B Ahadis Aaye Hain Wo Sab ke Sab Zaif hy aur Baaz Masail hy Hum Manhaj Alhahadees Tasleem karliye Wo Namaz ke tareeka me nahi aati wo a hy
1–>>1.”NAMAZ me Aurat ka Sar khola Na ho,jab’k Mard ka khola ho to Harz nahi”.
(bukhari 1/532)
.
2 “NAMAZ me Aurat k Thakne nange na ho jb’kMard k takhne Khole hun.”
(Abu dawood 1/94)

3 .”AURAT mardo ki imamat nahi kara sakti Jab’k Mard Aurto ki imamat kara sakta hai.”
(muhalla ibne hazam 3/136,135un ali r.z)
.

“IMAM k bhulne pe Aurat tali bjaegij Jab’k mard Subhanallah Kahega.
(sahi muslim 1/180un abi huraira r.a)

4″Aurat Na Azan De sakti Hy or Na mardo ki jamat me Takbeer keh skti ha”
(muhalla ibne hazam 2/16z)

5″Agr 2 admi jamat karaen to muqtadi daen Janib khara hoga jab’ke aurat piche khari hogi. (bukhari 1/101)

6 “Mardo Pe Jumma Farz hai Aurto Pe Nai”

(abu dawood_vol:1_pg :153)……………… A sab Namaz ke Tareeke me nahi aati Lekin Andhe Muqallid log in Masail ko Aurat ki Namaz Ko Alag Dalil Bana Ke…Aurat Mard Ki Tarah Nahi hy Lehaza Iski Namaz bHI
Mard Ki Tarah Nahi hy karke Awam Ko Bewakoof banate hy…..

Conclusion ;  Mere Taraf se Muqallid hazarat se Guzaraish hy Mard Aur Aurat ke Namaz ke Tareeka me Fark karke Sahii sanad se sahii hadees pesh karo.. agar pesh kare my Mere Post Delete kardunga..

3 thoughts on “Mard aur Aurat ke Namaz me fark hone ki zaif hadees ki Tehqeeqi Jaiza aur uska Jawab

  1. آپ کی تحقیق کا شکریہ مگر زمانہ اول سے عورتیں سمٹ کر ہی نماز پڑھتی آ رہی ہیں کیا آپ پسند کریں کہ بحالت سجدہ آپ کی مستورات اپنے پچھلے حصے کو بلند کرے ، یقینی طور پر نہیں ، لہٰذا زبردستی کی کوئی بات نا تھوپیں بلکہ اور تحقیق کریں ، نبی کریم نے فرمایا جیسا میں حج کروں ویسا حج کرو ” اس بات میں بھی کہیں کوئی قوی حدیث نہیں کی عورتوں کہ حج کا طریقہ الگ ہے ” مگر مستورات طواف میں سینی تان کر نہیں چلتیں، ٖصفا مروہ کی سعی میں دوڈتی نہیں، زور سے تلبیہ نہیں پڑھتی امید ہے آپ اس پر بھی تحقیق کریں گے اور مستورات کو سمٹ کر نماز پڑھنے کی ترغیب دیں گے ، یا اللہ میری یہ بات بلاگ لکھے والے کے سینے میں راسخ فرما ۔۔۔آمین

    Like

  2. آپ نے بہت ہی بہترین جواب دیا ہے (ماشاءاللہ)

    Like

  3. Assalam o alaikum wa rehmat ullah please guide with complete reference

    ” k aauraat jaamaat krva sakti hai aaurtoon ki”?

    Like

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s

%d bloggers like this:
search previous next tag category expand menu location phone mail time cart zoom edit close