Aaj kal baaz Jahil Andhe Muqallid Log Imam Bukhari Ki Amal se Tarweeh aur Tahjjud alag karne ki Koshish karte hy aur Awam Ko Bewakoof banate hy wo A hy
Saaf hai Niche Scan kisi Or k Aur Uper urdu me lekha Dalill kisi aur k ..
Ab Aate hai point per jaisa k Jahil Devbandro ne kaha k Awam Ko Dhoka dekhe a Pesh karte hy
”Imam Ul Muhaddiseen Hazrat Imam Bukhari Rh. Bhi Taraveh Ke Baad Tahajjud Padhte The:
Jab Maah E Ramzaan Ki Pehli Raat Hoti Toh Imam Bukhari Rh. Ke Paas Unke Dost Wa Ahbaab Jaama Hojaate So Woh Unko Namaz E Taraveh Padhaate Aur Har Rakaat Me 20 Aayat Tilawat Karte .Isi Tarah Puraa Quraan Khatam Karte ,Phir Sehri Ke Waqt Namaz E Tahajjud Me Nisf Se Saalis Quraan Tak Padhte Aur Har Teesri Raat Sehar Ke Waqt Khatam Karte. (Hadi Us Saari Muqaddama Fath Ul Baari : Safa 666)”
Radd :
1-Urdu Ibarat or Arbi Ibarat ki Tahkek
A)-Urdu Ibarat me Dalill lekha hai ”Taiseer Al Baari Sareh Al Bukharu jild-1,Safa-49” jo k Batil hai , yaani jhooti hai ager ye Ibarat Sahi hote tou Ahnaaf Dev Muqallid ese k Scan dete.
B)- Arbi Ibarat jo khud Ahnaaf k ghar ki kitab k scan page hai uske Dalill ”Hadi Us Saari Muqaddama Fath Ul Baari : Safa-505 ” lallu Dev Muqallido ne Safa Number 666 deya hai jo k galat hai
2- Arbi Ebarat ki Tahkek Aur uska Radd.Arbi Ibarat me lekha hai..
–>>”Wa Yak Ra-uo fi kulli Rakatin Ishreena Ayatan”
‘Aur Imam Bukhari r.al her Rekat me 20 Ayate Telawat karte the’
–>>”Wa kazalika ila Ay-yakh ta-mal Quraana wa kana yak ra-uo fe Sehre Ma baina Nisfe ilas Sulisi menal Quraan ”
‘Aur Ese tarah karte yaha tak Quraan ko khatam kar dete or jab Sehar (Sehri) k Waqt hota tou Nisf Quraan (1/2 Quraan k baad, yaani 1/3 hissa tak padte) se lekar Suluse Quraan (1/3 hissa) padte”
@ Arabic ibrat se A sabit hota hy Jab Imam Bukhari Maah E Ramzaan Ki Pehli Raat Hoti Toh Imam Bukhari Rh. Ke Paas Unke Dost Wa Ahbaab Jaama Hojaate So Woh Unko Namaz E Taraveh Padhaate har Rakat me 20 Ayate Telawat karte the ‘Aur Ese tarah karte yaha tak Quraan ko khatam kar dete or jab Sehar (Sehri) k Waqt hota tou Nisf Quraan se lekar Suluse Quraan (1/3 hissa) padte”
point :
Yaha 1- 20 Rekat Namaz nahi balke 20 Ayat
2-Tarawi or Tahajjud ki Namaz ek he hai.
3-Ager esme Tarawi or Tahajjud me fark hota tou Ibarat me ”Wa kana ” ki jagah ”Summa kanayak ra-uo” hota tab ja ker Sabit hota k Aap Tarawi ki Namaz padne k baad fer jaker Tahajjud ki Namaz padte the..
4- Es leye es Ibarat se ye Sabit hua k Tahajjud or Tarawi me koi fark Nahi.
5- kyuki jab Tarawi ki Namaz Imam Bukhari r.al padte tou Sehar k Waqt ho jata tha Aur Yahi Chez Hadees e Rasul (s.a.w) se Sabit hai..
6-Allah k Nabi(s.a.w) Tarawi ki Namaz Nifs Raat k baad padaye (1/2 raat k baad).
Note- ”Wa kana yak-ra uo fi Sehri”
‘aur jab Sehar k Waqt hota tha tou Nifs quraan se lekar’
(yaani Adhe Quraan k baad) Suluse Quraan tak padte (1/3 hissa)
Ab Jahil Muqaalid log ne yaha ”Summa yak-ra uo fi Sehri”
”Fer jab sehar k Waqt hota tha tou Nif Quraan se lekar”
yaani lafz ”Fer” se pura Maana cheng kar k Dev Muqallido ne tajjud or Tarawi me ferk sabit karne ki Nakam kosish ki jo k batil hai.. Imam bukhari r.al k aysa koi Amal nahi tha aur Na he unhone aysa koi jekar keya k ”Tarawi or Tahajjud me fark hai” ager hota tou unke kitabo me hume mel jaati………….
—>>Aakhri Baat a hy Iski Sanad bhi theek nahi hy Ab Agar Zid Kare Hanafi Kii Yeh Ibarat Theek Hai Toh Us K Liye Aaraz Hai: Yeh Be Sanad Hone Ki Waja Say Mardood Hai Kyun Kii Iska Sanad me Ek Rave Majhool (Unknown) Hai “Muqsoom Ibni Sayed”…Iska Naam Asma O Rijaal Main Kahi Nahi Hai….Yeh Hi Baat Zubair Ali Zai Ne Bhi Kahi Hai ( See Mahanama Al Hadith, Dec. 2005, Page No 8)..
@ Ibne Hajar Asqlani khud kehte hy apni Kitab me Fathul-Baari me kahte hy Agar sanad me Raawi Majhool hy To Hadees zaif hojati aur Majhool ka raawi Hujjat nahi banti Fath Ul Bari 1/146).
Baaz log kehte hy Quran Tarweeh me Ramazan mahine Quran khatam karna hy
Imam Bukhai bhi 11 Rakat hi padte hy yaha gour karo
–>>”Wa Yak Ra-uo fi kulli Rakatin Ishreena Ayatan”
‘Aur Imam Bukhari r.al har Rakat me 20 Ayate Telawat karte the’
–>>11 rakat × 20 Aayat= 220 Aayat In 1 Night
220 Aayat In 30 Nights= 6600
Total Aayat In Quran Is 6666
—>> far sake of Argument Ab Agar Imam Bukhari 20 rakat padte to 20 rakat × 20 Aayats = 400 Aayat In 1 Night
400 Aayats × 30 Nights= 12000 Aayats
But There Are Only 6666 Aayts In Quran