8 Days Online Course
(Is Course Me Kitab Ut Tawheed Aur Aqeeda Tahawiyyah Ki Sharah Sikhayi Jayegi – Aap Bhi Seekhen Aur Apne Bachon Ko Bhi Sikhayen)
Course Ki Muddat : 8 Days (January 14 – 20 January Tak)
Course Start : January 14
Speaker : Shaikh Arshad Hussain Mohammadi
January 14 Se Har Din Sheikh Arshad 9:30 P.M Se 10:15 Tak You Tube Me Live Dars Denge (Only For Course Members) Aap Class Ko Apni Sahulat Ke Mutabiq Kisi Aur Waqt Mein bhi Dekh Sakte hain.
Study Material : Urdu, Roman Urdu, English Me Diya Jayega
Har Episode Ke Baad Class Notes Bhi Diya Jayega
Exam Date : January 26
Course Me Hissa Lene Walon Ko E-Certificate (Sanad) Sabhi Ko Diya Jayega Aur Toppers Ko Prizes Diye Jayenge.
Toppers Ke Liye Qura Anadazi Ke Zariye Prizes Bhi Diya Jayega.
PRIZES DETAILS :
Kitab Ut Tawheed New Online Course Ki PRIZES LIST
First Prize (100 Marks) Top 5 Members Ke Liye Tafseer Ahsanul Kalaam Quran Ki Kitab Di Jayegi.
First Prize (100 Marks) Top 10 Members Ke Liye Naya Kitab Ut Tawheed Ki Kitab Di Jayegi
First Prize (100 Marks) Top 5 Members Ke Liye Seerat E Sahaba Ki Kitab Di Jayegi
2nd Prize (95 Marks) Top 10 Ke liye Nisab E Deeniyat Ka Kitab Kitab Di Jayegi
2nd Prize (95 Marks) Top 10 Members Ke liye Hisnul Muslim Ki Duaon Ki Kitab Di Jayegi.
3rd Prize : (90 Marks) Top 10 Members Ke liye Tajdeed E Eeman Ki Kitab Di Jayegi
Total = 50 Books # (If Same Marks Qura Andazi Will Be Done)
Registration Ka Tareeqa :
Complete Course Fees : 100 R.s Only
Tareeqa : Apni Fees 100 Rs Is Number 8144617238 Par Transfer Karen Via Google Pay (or) Phonepe (or) Paytm.
Payment Karne Ke Baad “Aapka Payment Screen Shot” Aur Apne “Naam” Ke Sath Isi Number Par 8144617238 What’s App Karen (Ya) Direct Niche Diye Gaye Link Pe Click Karke Aapka Screen Shot Bhejsakte : https://bit.ly/30YnhrD
Course Orgnised By : The Way Of Salafiyyah Academy.
PROMO VIDEO | Sheikh Arshad Hussain Mohammadi
Asalamwalikum
LikeLike
Walaikumassalaam warahmatullahi wabarakaatuhu
LikeLike
السلام عليكم ورحمة الله وبركاته
Why there is fees to join the course ,islam is not a trading material, kindly reconsider this issue
LikeLike