Daadhi ke Hadd ki Shar’ee Haisiyat Kya Hain..?? (ROMAN URDU PDF)


dari

 

Daadhi ke Hadd ki Shar’ee Haisiyat Ke Bareme Ulama-e-Ahle hadees Mein Ikhtilaaf hai Lekin Raje Qaul Yehi hai ke Ek Muthi Daadhi ke Zayed baal Kaatna Jaaiz hai aur Yehi Sunnat hai Aur Yehi Mouqif Shaykh Al- Allamah, Mujtahid, Faqee, Muhaddis Nasiruddin Al Albani Ka. 

Abdullah bin Jafar Farmate Hain : Rasoolullah ﷺ Jab Qazaye Haajat se Tashreef Laye , Aur Wazu Kiya , Jab Aap Tashreef Laye to Paani ke Qatre Aap ki Daadhi Mubarak Se Gir kar Aapke Seenay pe Tapak Rahe The

[Musnad Ahmed : Hadees no : 1754 , isnaad Saheeh Hain Saheeh Muslim ke Sharat pe aur Is iss Sanad ke Tamam Raawion Siqah hain aur Tamam Raawion Saheeh Bukhari aur Sahee Muslim ke Hain Siwaye al Hasan bin Sa’ad ye Aek Raawi Saheeh Muslim ka Hain.

Aur Allamah Albany bhi iss hadees ko Apni Kitab Saheehah mein Laye Hain No.20 Aur Shaykh Al Albany ki Tehqeeq Akbaar al-Hamqa wal Mughafileen’ p.7

Note : iss Hadees dekha Jaye to Agar Nabi ki Daadhi Mubarak Agar seena Tak hain ya Seene ke niche Tak hain to Paani ke Qatre Zameen pe padta Tha Na ke Seene pe. Agar Nabi ka Daadhi Mubarak ka lambayi An Nahar yaani Gardan ya Seene ka Uper ka Hissah Tak hain to Mumkin Hain ke Paani ke Qatre seene pe pada Hain.

Digar Daleel aur Jo Aitrazaat Aur Baaki Sahaba aur Tabien , Taba tabien aur Muhadaseen ke Aqwal Tafseelan ke Liye ye PDF Download Karen 

DOWNLOAD

 

 

 

 

 

Leave a Reply

Fill in your details below or click an icon to log in:

WordPress.com Logo

You are commenting using your WordPress.com account. Log Out /  Change )

Facebook photo

You are commenting using your Facebook account. Log Out /  Change )

Connecting to %s

%d bloggers like this:
search previous next tag category expand menu location phone mail time cart zoom edit close