Hanafi Hazrat Kehte hain Ke Taraweeh aur Tahajjud Alag Alag Namaz hain…
Kehte hain Tarweeh ki Namaz Raat ke pehla hissa me padna hain. Tahajjud raat ke Aakhir hissa me padna hain… Raat ka Pehla wakt “Taraweeh” hain aur raat ka Akhir wakt ” Tahajjud” hain .. isliye do Alag Alag Namaz hain karke bolke Awam ko dhoka dete hain.
Aayie dekte Umar r.a ka kya kehna Hain…
Umar r.a kehte hain Taraweeh Namaz Raat ka Akhir hissah me padna Afzal hain..
♦Daleel :
Umar(R.A) ne Aap Rdh. Ne Taraveh Ki Jamaat Ko Dekhkar Logo Se Farmaaya :
Wo Namaz Jisse Tum Sojaate Ho Wo Us Namaz ke wakt me Afzal Hai Jisko Tum Qiyaam Kar Rahe Ho
{ Sahi Al Bukhari, Book of Taraweeh, Volume 3, Book 32, Number 227}
Hadees ka link : http://sunnah.com/bukhari/31
♦Is Hadees ka Arabic Matan
وَعَنِ ابْنِ شِهَابٍ، عَنْ عُرْوَةَ بْنِ الزُّبَيْرِ، عَنْ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ عَبْدٍ الْقَارِيِّ، أَنَّهُ قَالَ خَرَجْتُ مَعَ عُمَرَ بْنِ الْخَطَّابِ ـ رضى الله عنه ـ لَيْلَةً فِي رَمَضَانَ، إِلَى الْمَسْجِدِ، فَإِذَا النَّاسُ أَوْزَاعٌ مُتَفَرِّقُونَ يُصَلِّي الرَّجُلُ لِنَفْسِهِ، وَيُصَلِّي الرَّجُلُ فَيُصَلِّي بِصَلاَتِهِ الرَّهْطُ فَقَالَ عُمَرُ إِنِّي أَرَى لَوْ جَمَعْتُ هَؤُلاَءِ عَلَى قَارِئٍ وَاحِدٍ لَكَانَ أَمْثَلَ. ثُمَّ عَزَمَ فَجَمَعَهُمْ عَلَى أُبَىِّ بْنِ كَعْبٍ، ثُمَّ خَرَجْتُ مَعَهُ لَيْلَةً أُخْرَى، وَالنَّاسُ يُصَلُّونَ بِصَلاَةِ قَارِئِهِمْ، قَالَ عُمَرُ نِعْمَ الْبِدْعَةُ هَذِهِ، وَالَّتِي يَنَامُونَ عَنْهَا أَفْضَلُ مِنَ الَّتِي يَقُومُونَ. يُرِيدُ آخِرَ اللَّيْلِ، وَكَانَ النَّاسُ يَقُومُونَ أَوَّلَهُ
————————
♦English Tarjuma : ‘Abdur Rahman bin ‘Abdul Qari said,
“I went out in the company of ‘Umar bin Al-Khattab one night in Ramadan to the mosque and found the people praying in different groups. A man praying alone or a man praying with a little group behind him. So, ‘Umar said, ‘In my opinion I would better collect these (people) under the leadership of one Qari (Reciter) (i.e. let them pray in congregation!)’. So, he made up his mind to congregate them behind Ubai bin Ka’b. Then on another night I went again in his company and the people were praying behind their reciter. On that, ‘Umar remarked, ‘What an excellent Bid’ah ( In Lugvi Sense ) this is;
but the prayer which they do not perform, but sleep at its time is better than the one they are offering.’ He meant the prayer in the last part of the night. (In those days) people used to pray in the early part of the night.”
{ Sahi Bukhari, Book of Taraweeh, Vol : 3 , book number : 32 , number : 227. }
————————
Note : Is Hadees se saaf pata chalta hy ke Umar(r.a) ne Taraweeh namaz ko Tahujjud ke wakt me padna Afzal karke faramaye… iste pata chalta hy Tarweeh aur tahajjud aek hi namaz hain
Agar Taraweeh Namaz sirf pehle Raat ka hissa hain…? Yani Taraweeh sirf Raat ka pehle wakt ka hain…
To Umar r.a ne kyun kehte hain ke Tarweeh tahajjud ke wakt me padna Afzal hain karke. Isse pata chalta hain. Umar r.a ke Nazdeek Taraweeh aur Tahajjud aek hi namaz hain..
————————